Har test real CBT ki tarah chalta hai: upar ghadi, side mein question palette, “Mark for review”, negative marking aur end mein section-wise score card. Hindi aur English dono mein. Koi login nahi, koi fees nahi.
Test beech mein chhoot gaya? Usi phone/browser par page dobara kholo, “Resume” se wahin se shuru hoga.