Certificate, marksheet ya ID ki photos ek PDF mein chahiye? Saari images chuno, upar-neeche karke order theek karo, aur PDF banao. Har image alag page par aati hai.
File badi ban jaaye to Quality “Chhoti file” karke dobara banao, ya baad mein PDF Compressor chalao.